Police Officer F.I.R Na Likhe Toh Kare ye kaam
(Turant hogi FIR aur Investigation agar ye kaam krenge)
FIR full form - First Investigation Report
Agar ap FIR krwane police station jaate hai aur police officer FIR likhne se mana kre to ap ye kaam kr skte hai :-
1.SP(Supritendent of police) ko Summary likh kar apni puri complaint ki Aur ye bhi ki police officer ne FIR nh likhi , ye complaint by post or directly SP ko de .
SP apki compaint lega aur investigate krega ya krwaega.
2. Ap apni complaint lekr direct MAGISTRATE/JUDGE ko bhi submit kra skte hai jo bhi crime hua hai .Isme koi apko rok nh skta .Magistrate under section 256(3) Cr.p.c mai police officer ko investigation aur FIR krne ka order krega.
Note- FIR sirf Cognizable offence par hoti hai ,Non Cognizance offence par FIR nahi hogi usme NCR hogi. Cognizable offence konse hote hai yaha se padhe. click here
So dosto ye do apke pass rights hai jo ap kr skte hai agar police officer apki FIR na likhe ....
apne sbhi dosto ko bhejiye aur apne rights jaaniye..

No comments:
Post a Comment