Non-Cognizable Or Cognizable Offence kya hote hai .
(FIR kis Offence mai Hoti hai Or Kisme nhi hoti)
COGNIZABLE OFFENCE
Ye wo offence(Apradh) hote hai jo serios hote hai ,
Example- murder, theft(chori), Rape, etc Ye saare serious offence hote hai.
Cognizable offence hai to ye sab hoga:-
- Police FIR karti hai agar ye offence hua ho.
- Police bina warrant arrest kar skti hai jisne ye offence kiya ho.
NON-COGNIZABLE OFFENCE
Ye wo offence(apradh) hote hai jo serious nhi hote hai.
Example- Causing miscarriage(garbhpaat kalin) ,
Non-cognizable ho to ye sb hoga :-
- Police FIR nahi leti isme NCR(non-cognizable report) hoti hai.
- Bina warrant Police kisi ko arrest nahi kar sakti agar ye offence hua hai.
So dosto ye tha matlab Cognizable or non-cognizable ka. Apne dosto ko bhi share kre aur law ke bare m btaye.
No comments:
Post a Comment